Chapter 71 of 74

71.

Shayaris & Quotes36 words~1 min read

Raat ki tanhai mein unko awaaz diya karte hai,

Raat mein sitaron se unka zikr kiya karte hai,

Woh aae ya na aae hamare khwaboon mein,

Hum to bus unhi ka intezaar kiya karte hai...

#affy...