Chapter 7 of 74

7.

Shayaris & Quotes26 words~1 min read

Aapki muskaan hamari kamzori hai,

Keh na paana hamari majburi hai,

Aap kyu nahi samajte iss jazbaat ko,

Kya khamoshiyon ko zubaan dena zaruri hai...

#affy...