Chapter 58 of 74

58.

Shayaris & Quotes32 words~1 min read

Aapko paakar abh khona nahi chahte hai,

Itna khush hokar abh rona nahi chahte hai,

Ye aalam hai hamara aapki judai mein,

Aankhon mein nind hai, par soona nahi chahte hai...

#affy...