Chapter 28 of 74

28.

Shayaris & Quotes36 words~1 min read

Mat karo koi wada jise tum nibha na sako,

Mat chaho kisi ko itna ke use tum bhula na sako,

Pyaar kaha kisi ka pura hota hai,

Pyaar ka pehla ehsaas aksar adhura hota hai....

#affy....