Back
/ 63
Chapter 9

chapter 9

The Vampire love story

Jaise hi guru ji ne Sumit ko dwa le jane ki permission de di to Sumit guru ji ko dhanyawad krke turant dwa lene chla jata hai   pr Sumit ko kuch smjh nhi aata kyuki whna ek do dwa thodi thi dwa ka bhandar tha ......        Sumit ke bhut khojne pr bhi jab use dwa nhi milti to wo thak har kr apne guru ki fir se mdad leta hai Sumit ke guru ne kuch chhad me un dono ki dwa Sumit ko de di  Sumit ne apne lie aur Anaya ke lie medicine 💊💊💊💊 le li aur whna se nikalne lga pr uske jate smay guru ne use sachet krte huye kha ki yhna tum dubara mt aana kyuki ye tumhare lie harmful hoga ye sunne ke bad wo hmm me sir hila ke whna se  Anaya ke  ghar ke lie nikal jata ......   Jab wo Anaya ke ghar jata. Hai to dekhta hai Anaya abhi tk so hi rhi hai ek trh se kh skte hai ki behos hai wo pram Kunal ko whna se jane ko kh deta hai aur Anaya ko dwa dene lgta hai pr Anaya ke behos hone ki wjah se wo dwa nhi le pa rhi thi to sumit dwa ko apne muh me dal kr uske muh me dal deta hai taki wo asani se dwa nigal le aur aisa hua bhi ...    Sumit ne phle hi dwa le li thi jisse uski chot ab gyab ho gai thi aise hi kuch der but jate hai sumit Anaya ke pass hi baitha rhta hai jaise hi Anaya ko hos aata hai wo phle to sumit ko samne dekh chauk jati hai fir subah ka seen yad krte huye usse bolti hai tum abhi tk yhna ho ghar nhi gye ye sun sumit jhuthi muskurahat ke sath bolta hai wo tum dwa kha kr so gai thi to mai tumhare lie khana bna kr tumhare jagne ka wait kr rha tha taki Mai tumhe khana khila ke dwa khila ke chla jaun ......   Fir Sumit Anaya se puchta hai ki wo kaisa feel kr rhi hai tb Anaya bolti hai ki use ab better feel ho rha hai ye sun sumit uske lie kitchen se khana le aata hai jo pram aur Kunal ne bnaya tha kyuki wo pura time to medicine 💊💊💊 lane me busy tha Anaya khana dekhti hai to uska muh utar jata hai kyuki khane me soup 🍲🍲🍲 aur khichari hi tha ye dekh uska muh utar jata hai pr use lgta hai ki Sumit ko syad yhi bnana aata hai to wo bina na nukur kie kha leti hai dwa khane se inkar krti hai pr Sumit jbarjsti use dwa de kr blanket uda kr whna uske sath rukne ko bolta hai pr Anaya ne use rukne se saf mna kr dia kyuki wo aur Sumit ko presan nhi krna chahti thi uske is trh se mna krne se sumit ko thoda bura lgta hai pr fir wo whna se chla jata hai bina kuch bole .....      Sumit jab apne ghar jata hai to wo khud bhi bhut thaka  hota hai jiski wjah se wo bina khana khaye hi so jata hai pr uske dost khna manne wale the pram Anaya ke pass rukta hai aur Kunal ja kr sumit ke sath khana khata hai aur use bhi khane ko khta hai jisse na chahte huye bhi sumit ko khana pdta hai kyuki wo janta tha ki agar wo nhi khayega to ye sb bhi nhi khayenge ......     🏓🏓🏓🏓🏓Gyz plz wait romance bhi start hoga aur action bhi pr uske lie wait krna hoga because jada bda part nhi likh pa rhi hun college ki wjah se ......

Share This Chapter